Train me 1 ladke ne T.C Se kaha
"Mujhe subah 4 baje Solapur mein uthadena,
agar main na jagu to zabardasti utaar dena.
Muje subah interview dena hai."
Subah 8 baje ladka jaga to Solapur nikal gaya tha !
Ladka TC ko buri buri gaaliyaa dene laga......!
Logo ne TC se kaha ke wo apko itni gaaliyaan de raha hai aur aap
chup-chap sun rahe hai.
TC :- Main ye soch raha hun ki Subah jisko maine zabardasti utaar diya hai
Woh kitni gaaliyaan de raha hoga...
No comments:
Post a Comment